Masala Taiyar Karein: Ek bowl mein mashe hue aloo, pyaz, hara dhaniya, hari mirch aur tamam sookhay masalay daal kar achi tarah mix karein.
Secret Tip: Masalay ko 10 minute ke liye fridge mein rakhein taake wo thanda ho jaye (is se paratha
Filling: Aate ke do chotay pairay lein, unhein chota bail lein, beech mein masala rakhein aur dusri roti se cover karke kinaron ko band kar dein.Bailna: Halke hath se bailen taake masala bahar na jaye
Sekna: Garam taway par daal kar ghee lagayein aur dono taraf se golden crispy hone tak sek lein.